Home SEO Tutorial Digital Marketing SEO kya hai aur kaise karen in hindi 2021

SEO kya hai aur kaise karen in hindi 2021

0
SEO kya hai aur kaise karen in hindi 2021
SEO Kya Hai

SEO Kya Hai 2021

SEO kya hai 2021 agar aap ek bloggar hai   to bina SEO ke aapaka kaam chalane vaala nahi hai. har kisee ka savaal rahata hai ke SEO kya hota hai ,aur SEO kya kaam karata hai ,aur isaka hamaare blog ya vebasait mein kya upayog hota hai. SEO ko log jaanane ke lie itana utaavala kyon rahaten hai. kyon log SEO ko jaanane ke lie itana pareshaan kyon rahata hai ,

SEO kyon log SEO kee besik jaanakaaree lena chaahata hai. SEO hamaare bhaarat desh se jyaada alag desho mein ise jaanane ke lie jaayada utaavala rahata hai. log na jaane SEO ko itana mahatv kyon dete hai. to aaeeye aaj mein aapalogo ko aaj SEO ke baare mein jaanakaaree deta hoon. kee aakhir SEO itana charcha ka vishay kyon bana hua hai. aaj ham SEO kee besik baaten bataenge aur aapalogo ko ye bhee bataenge kee SEO hame kyon jaruree hai.

suruvaat mein naya blogar ka isaka mahatv nahin rahata hai ,baad mein usako pata chalata hai ke SEO kya hota hai ,aur ye kitna jarurI hota hai. iska use karke ek bloggar apne blog ko google par bahut badhiya rank haasil karava sakta hai. koee bhee naya blogar apane blog ko chaaloo karane ke baad vo sochata hai ,kee ab ham apane blog ya vebasait ko  par kaise le ja sakate hai. Aaj mein niche sab kuch bataunga ki SEO kiase karke hum Apne website ko search engine mein late hai.

SEO ka full kya hota hai.

SEO (Search engine optimization) hota hai means page ko optimize karke Rank karwana.

SEO kya hota hai 

Ab main Aapko pure detail mein Batata hun ki seo kya hota hai seo mein ek example lekar batata hun ki SEO kya hota hai 

jaisa ki Aaplog jaante hai  ki puri duniya mein bahut saari website ya blog hai jismein har koi Apna Blog ya website ko high ranking mein lata  hai   usse hum SEO kahte hai .

seo kaise karen 1

SEO hum kyon karte hai .

SEO jaisa ki hum log jaante hai ki koi bhi website ya blog ko jab bhi koi blogger Apna blog tyar karta hai to wosase phele ye soachta hai ki ab hum apni blog ko google mein Ranking kis tarah kara sakte hai Aur wo ranking karwane ke liye usse SEO ki jarurat parti hai jisse wo Google pr ranking kar sakta hai .

1.Keyword Reaserch in HIndi.

Keyword Reaserch in hindi ka mtlab hota hai ki wo sabhi keyword jiskon google pr dhundh kar hum hum apni  sahi content ko tyar karna aur usko google ya kissi aur search engine pr Rank karwa sakta for Example -Amazon,flipkart ,snapdeal etc. yaane ki hum Apni website ke liye Issi tarah ka keyword lete hain.

keyword  reasearch ke liye bhi 3 step mein kiya jata hai.

  1. Badiya keyword ko dhundhana
  2. keyword monthly search hone wala
  3. keyword ki Competion ko jaanana

  keyword Reaserch mein sabse phele hum ye dekhte hai ki ye keyword  kitna baar searching mein Aata hai aur Ispr kitna    perday ka traffic Aata hai .uske ke liye hum  keyword.io  Iss link pr jaakar check kar sakte hai ki Kaun se keyword pr     kitna searching ya traffic Aata hai.

SEO kaise kar sakte hai. 

Jaisa ki Aaplog jaante hai ki seo ek search engine optimization hai .Jiski Sahyta se hum kissi bhi Keyword ko Optimize Karkte hai.

SEO two tarike se hota hai .

  1. On page SEO
  2. Off page SEO

1.On page SEO

Har wo tarika jo hum Apne blog ke search engine optimization ke liye karte hai .On page SEO kahte hai. to iska sahi matlab ye hai ki hum Apne blog ke design aur optimize se lekar publish tak jo bhi kaam karte hai . jaise ki Responsive Theme Ka use karna jo Mobile Friendly Ho aur Aache content likhna jo ki padhne mein Aacha lage jis log unko jaayda padna pasand karen aur Bahut hi kam Mb ka Image lagana chahiye jo ki page khulne mein bahut hi kam samy lage.

Aur Apne Blog ke liye Meta desciption likhna Tag lagana Chahiye Google pr Jo content Aap likh Rahe ho Us content ke Anusar Aap keyword tag lagaye aur Internal link Aur External link lagana ye bhi On page SEO ke under hi Aata hai . jisse hum google pr Ek Aacha Rank  jaldi hi  mil jaati hai. Isse hum Ek Aachi si badiya Organic traffic bhi milega .

Yaha pr hum Aapko hum short cort mein saari baatein batate hai.jisse aap asani se On page SEO kar sakte hai .Iske liye Humne sabse phele kissi jaayda tar hamar post google pr Rank karti hai.Uske liye jaruri hai ki Aap Apni post ki content bahut Aachi tarah se research karke Aap ek aacha sa containt tyar karenge .Uske baad Aap pemalink lagyenge aur hum apni content mein internal link aur outbound link lagana chahiye humne meta desciption aur Focus keyword bhi sahi se lagana chahiye jagah pr Image lagana bahut hi jaruri hai .

2.Off page SEO

Post ko publish karne  ke baad jo hum usko Ranking karne ke jo tarika  ya optimization karte hai .usko hum Off page SEO kahte hai.

Off Page SEO mein search engine Submission ,Social media sites,Web Directory Submission ,Discussion formus ,blog , commenting   guest aur backlink post karte hai.

SEO KYA HAI 2019

Proper Use of heading(H1,H2,H3,H4……..)

    Heading Mein Apne chune hue Focus phrase ka istemal jarur karen, Apna post jab bhi likhe to H1 ka prayog na karen       kyon post ka Title  H1  mein likha jata hai . aur apne post mein (H1,H2,H3,H4……..) etc ka istemaal karen.

IMAGE OPTIMIZATION.

  Image ka optimization two tarike ke liye bahut hi mahtavpurn hota hai . pehla to ye image ka   size bahut hi kam hona chahiye Kyonki jitna     kam hoga page khulne mein utna kam samay lagega.

Page speed

Google ke Anusar agar koi page ko khulne mein agar 3 second se jaayda time lagega to us page ka Ranking bahut hi muskil ho jaati hai .Issiliye apni website mein light weight fast theme ka upyog karen.jo loading timing ko kam karen .

Social signals

Apni post ko social sites Facebook,Instragram,Twitter etc pr share jarur karen Isse Aane wali traffic Organic hoti hai .aur Google ka iska Aacha positive signal jata hai .jisse hamara page jaldi ranking pr chala jata hai .

Attractive video 

Aaj kal log jayda tar post padne se Aacha video dekhna jaayda pasand karte hai .Issiliye Aap jo bhi post likhte hai uska ek aacha sa video bhi jarur banaye isse aapke post pr ek aachi si traffic Aaayegi.

NOTE:

Hello Doston Aaj humlogo ne jana ki SEO kya hai .aur SEO hum kyon karte hai SEO ka hamare blog ya website mein use hota .

so humlogo ne dekha ki seo ka use karke hum log Apne website ya blog ko kaise Rank karwa sakte hai . Iske liye humne kya kya jaruri hai wo maine Aaplogo ko uper samjhaya hai.

Top 10 methods to fix there nothing to record game bar message on windows 10

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here