Home Daily News NH 57 Gaushala Road Madhubani Bihar – एक नई मस्जिद की तामीर की जा रही है , बढ़ चढ़ कर हिस्सा ले ! कम से कम एक शेयर ज़रूर करें …

NH 57 Gaushala Road Madhubani Bihar – एक नई मस्जिद की तामीर की जा रही है , बढ़ चढ़ कर हिस्सा ले ! कम से कम एक शेयर ज़रूर करें …

0
NH 57 Gaushala Road Madhubani Bihar – एक नई मस्जिद की तामीर की जा रही है , बढ़ चढ़ कर हिस्सा ले ! कम से कम एक शेयर ज़रूर करें …
Sahebjaan-Masjid

Assalamo Alaikum NH 57 पर एक नई मस्जिद की तामीर की जा रही है , Madhubani Dist. Bihar me Gaushala road NH 57 par Masjid ke liye jameen kharidi ja rehi hai , InshaAllah bahut Jald Tameer ki bhi kaam shuru ho jayega .

Aap sabhi logon se gujarish hai ki jo bhi jitna hi ho sake Imdad kare….

अबू सईद खुदरी रज़ि० एक दिन हदीस बयान करने लगे यहां तक की मस्जिद नबवी के बनाने के बयान पर आये तो कहने लगे की हम एक एक इट उठाते थे और अम्मार रज़ि० दो दो ईटों उठाते थे

तो उन्हें नबी सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने देखा तो आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम उनके शरीर से मिटटी झड़ने लगे और यह कहते जाते थे हाय अम्मार रज़ि० की परेशानी इन्हें एक बागी गरोह शहीद करेगा यह उसको जन्नत की ओर बुलाते होंगे और वह इनको जहन्नम की ओर बुलाते होंगे?

अबू सईद रज़ि० कहते हैं की अम्मार कहा करते थे की मैं फ़ित्नों से अल्लाह की पनाह मांगता हूँ |

(बुखारी:४४७)(सफा न० 258)

अल्लाह तआला हम सब को कहने , सुनने और पढ़ने से ज्यादा अमल करने की तौफीक अता फरमाये और नबी ए करीम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के बताये हुए रास्ते पर चलने की तौफीक अता फरमाये अमीन |

Masjid Tamir ke Pahle Kuch Jaruri Baatein….

yahan chand baton ki wazahat zaroori hay keh:-

1- Taumeer-e-Masjid keliye zaroori hay keh jis jagah woh Masjid taumeer ki ja rahi ho woh jagah is      maqsad keliye Jayez treeqay say hasil ki gai ho yeni baqayeda khareedi gai ho. 

2- Jis raqam say woh jagah khareedi gai ho woh khalistan halal raqam ho, yeni jin logon say              taumeer-e-Masjid keliye raqam li jaaye un ki aamdni kay halal honay ka yaqeeni hona zaroori            hay.

3- Sub say zaroori baat is silsilay main yeh hay keh jo log us Masjid kay muntazmeen hon un kay     aqayed khalistan Quran-o-Sunnat kemutabiq honay chahiyen, aur woh log yeh khidmat “Fi-  sabilillah” yeni baghair kisi mauawzay ya ujrat kay khalistan Allah ki raza keliye anjam denay walay hon.

4- Yeh yaad rakhhna chahiye keh Majid kehlanay ki mustahiq wohi imarat ho sakti hay jahan khalistan Allah kay deen ka kaam hota ho aur Allah kay deen kay kaam yeni Azan denay, Slaat perhhanay(yeni Imamat), Tauleem-e-Quran-o-Hadess-o-Fiqah, aur tableegh-e-deen per koi Ujrat li ya di na jati ho, aur kisi “makhsoos Maslik” ki bajaaye khalistan Quran-o-Sunnat kemutabiq sub kaam hotay hon.

Jo Imarat in mazkoorah bala shrayet kemutabiq taumeer ho gi wohi Masjid kehlanay ki mustahiq hay aur usi ki taumeer main her sahi-al-Aqeedah Musalman ko berh cherh ker hissa lena chahiye. Aur jo imarat in lazmi shrayet ko malhooz rakhhay baghair taumeer ki jarahi ho woh her giz “Masjid” nahin kehlai ja sakti balkehaisi imarat ki misaal “Masjid-e-Zarraar” ki si hay jisay Allah kay Rasool (s.a.w.) nay dhha denay ka hukam dia tha.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here